Skip to content Skip to sidebar Skip to footer
India's Biggest Program

India’s Biggest Referral Program is Here. With Rewards Accelerator. 360XLR8 is part of 360 group of companies. Established in 2014 it specializes in providing all-around solutions to meet the various requirements of residential and commercial property purchase & investment. 

We have written the following Poem for the Seminar of 360XL8. Poems like these can have multiple use cases to drive motivation among team members.

” Badhta raha main badhta raha
apni manzil ko badhta raha,
 
Chadhta raha main Chadta raha
Uncchai ki sidhi chadta raha,
 
Sab theek tha, behtareen tha
Jeevan ho raha rangeen tha,
 
fir raston mein uljhane aane lagi
Har waqt jo mujhko phasaane lagi,
 
Ab raftaar meri thodi thamne lagi
Tarakki jaise kahin jamne lagi,
 
Socha ab kaun aayega
Jo mujhko nayi raah dikhaayega
 
fir achanak ik bilji kaund uthi aur naya jaise uphaar mila 
vyapaar puraana ho chala tha naya uuse aakaar mila 
 
aur fir ik baar mujhko saare grahakon ne pyaar diya 
sapna mera jaise sabne mil karke saakaar kiya  
 
aur Ab Business karna badi hee aasaan see baat hai 
kyunki 360XLR8 ka har pal har din ab saath hai “
 
kyunki 360XLR8 ka har pal har din ab saath hai “” Badhta raha main badhta raha